last modified: Tuesday 7 March 2017

free hindi support

PayPal account kaise banaye india me details me puri jankari



hello dosto mai aapko aaj batane ja raha hu  paypal india ke bare me.yani ki paypal par account kaise banate hai .dosto agar aap koi online  business karte hai ya fir aap online money earn karte hai to aapke liye paypal account bahut jaroori hai. kyuki jayadatar website online earn kiye huye paiso ko hamare paypal account me hi send karti hai .paypal hamare bank account se link rahta hai to jab hamare  online earn kiye huye paiso ko koi website( jisse hame earning hoti hai ) jab hamare paypal account me send karti hai to wo hamare bank account me transfer ho jata hai.


paypal account kaise banaye india me

ye ek trah ka bank hota hai jo online kam karta hai.jis trah se ek bank kam karta hai thik usi trah paypal kam karta hai bas aapako usme account banana hoga . jis trah se aap bank me account banate hai paise ki transaction ke liye thik usi trah se ham paypal me account banate hai. 
puri duniya me hajaro lakho log daily paypal sign in  ho rahe hai  yani paypal account set up ho rahe hai. paypal par account banana bahut hi aasan hai bus hamare steps ko follow kare.


paypal account open karne ke liye kaya chahiye 

  1. Email id .
  2. Bank account .
  3. aapka address.
  4. debit card ya credit card .
  5. mobile number.
  6. pan card . 

paypal account kaise banate hai step by step


Step:1:-

paypal account banane ke liye aapko sabse pahle  www.paypal.com ki site par jana hoga .

Step.2:-

paypal ki site par jane ke bad signup ki button par clik kare.

Step.3:-
paypal individual account






sign up ki button par clik karte hi aapko new page me two option aayega individual account   ka aur business account ka to aap ko jo bhi option chunna hai chune .


agar aap ek blogger hai to aap aap individual account choose kar sakte hai.apna account type selection karne ke bad continue ki button par click kare.

Step.:-4

continue ki button par clik karte hi new page khulega.jisme aap apna puri details bhare.
paypal signup form







  • country--isme aap apna country select kare jis country me aap rahte hai.
  • email adress--isme aap apna email adress fill kare .
  • password--isme aap apna account ke liye password select kare.aap apna password thora complicated rakhe.
  • re-enter password--isme aapko aapna password dubara enter kare .jo aapne upar dala hai usko conform karna hai.
  • continue--ab last me puri details thik se bharne ke bad continue ki button par cilk kar de.
also read:-

Step:-5

continue ki button par click karte hi ek aur form khuleha .aap is  form me apni puri details bhare


  1. apna first name ,middle name dale.(jo aapke pan card aur bank account me hai.
  2. apna last name dale .ex-kumar
  3. date of birth dale jo aapke bank account me hai wohi dale.
  4. aapni nationality dale .matlab aap jis country me rahte hai wo dale.
  5. isme apna pura adress dale jo aapke bajnk account me hai.
  6. jis city me rahte hai wo dale .
  7. apna state select kare jis state me aap rahte ho.
  8. isme aap apne adress ka pin-code dale.
  9. term and condition ki box me tik kar de.
  10. ab last me agree and create account ki button par clik kar de.

Step;-6




paypal link card



agree and create account ki button par clik karte hi.ek naya page khulega jisme aapko apna bank account link karne ke liye kaha jayega.aap aapna bank account bad me bhi link kar sakte haifilhal aap "i will link my card latter "par clik kare .ab aap" skip it "par clik kar de.

to dosto aapka paypal account bankar taiyar hai ab aap dubara paypal signup kare aur enjoy kare. to dosto aapne jana ki paypal par account kaise banaye .ya new paypal account kaise open kare.

aapko meri ye artical kaisi lagi aap hamare comment box me jaroor bataye .ya fir aapki koi sujhav ho to hame jaroor bataye.agar aapko hamari post pasand aayi ho to hamari post ko share karna na bhoole

aapko ye post bhi padhni chahiye:-










free hindi support

About free hindi support

Hello mera name SATYENDRA KUMAR hai mai hi FREE HINDI SUPPORT website ka founder hu.ye ek informational website hai is website par mai BLOGGING,MAKE MONEY,SEO ,SOCAIL MEDIA se related ya INTERNET se related sari jankari uplabdh hai wo bhi HINDI me.aap INTERNET se related koi bhi sawal puch sakte hai.AGAR AAP APNE EMAIL KE INBOX ME MERE WEBSITE SE UPDATE PANA CHAHTE HAI TO HAMARE WEBSITE KO SUBSCRIBE KARNA NA BHOOLE .NICHE DIYE HUYE BOX ME EMAIL ID DALE

APNA EMAIL ID INTER KARE APNE INBOX ME DAILY UPDATE PANE KE LIYE :

3 comments

Write comments
Blogger
AUTHOR
11 December 2016 at 23:07 delete

If you're looking for a reputable contextual advertising company, I recommend that you try Chitika.

Reply
avatar
13 December 2016 at 22:52 delete

Thank Kaafi Accha aur Informative article Likhte hai aap Padh Ke accha laga aap aapka Ye Post PayPal Pe Account Kaise Banaye - Hindi Main

Reply
avatar