last modified: Sunday 19 March 2017

free hindi support

META TAGS KO KAISE ADD KARE BLOGGER BLOG ME SEO KE LIYE

hello friend aaj ham batayege ki meta tags ko kaise add kare apne blogger me seo ke liye taki hamara blog bhi search engine me aaye jise hamare  blog ka bhi  bhi visitor badhe! acche content aur lamba content dalane se hi kuch nahi hota usme bahut kuch karna parta hai. to dosto  meta tag hamare blog ke seo ke  liye bahut jaroori hai .ye ek white hat seo ka hi hissa  hai . to aayiye jante hai ki ye meta tag hota kya hai and ise kaise add karte hai apne blog me seo ke liye.


meta tags kya hota hai?


meta tags kaise add kare




 dosto meta tags  ek trah ka html code hota hai jo blog ke templete me add  karte hai ye ek seo ka hissa hai ye code add karke ham search engine ko batate hai ki hamara blog kis bare me hai,blog ka bhasha kya hai , blog ka author kon hai ,blog kis country ka hai, kin kin cheezo ko search me lana hai  . jab search engine ka robot hamare blog ko crawl karta hai to search engine ka robot hamare meta tags ke code ko hi dekhta hai aur hamara blog index karta hai.to meta tags hamare blog ke seo ke  liye bahut jaroori hai .



meta tags ke code me kya, kya hota  hai?


jab ham meta tags code banate hai to ye puri bato ki jankari rahti hai 
  • blog ka writer kon hai.(yani blog likhne wala kon hai)
  • blog kis bhasha me likhi gayi hai.( yani blog ka language kya hai).
  • blog kis country ka hai .
  • blog kis bare me likha gaya hai.(blog ka topic kya hai).
  • kis kis cheeze ko search engine me lanna hai
ye sari cheeze ko ham apne meta tags me add karte hai seo ke liye.

meta tags code kaise banaye?


to aayiye dekhte hai ki meta tags ko kaise banate hai details me .aur code me kya ,kya add karte hai? .aap niche hamare  meta tags ke code ko dekh sakte hai!


<b:if cond='data:blog.url == data:blog.homepageUrl'>
<META CONTENT='internet ki jankari hindi me' NAME='Description'/>
</b:if>
<META CONTENT='make money, internet ,online money,free hindi support ' NAME='Keywords'/>
<META CONTENT='free hindi support' NAME='Author'/>
<META CONTENT='Hindi' NAME='language'/>
<META CONTENT='India' NAME='Country'/>
<META CONTENT='All' NAME='Robots'/>



1.description:-- description me aapko  apne blog ke bare me batana  hai 160 word me ki hamare blog me kya hai .aap apne blog ke bare me aise likhe ki koi bhi aapke blog ke description ko padh ke samajh jaye  ki aapka blog kis bare me hai.ye meta tags code ka bahut impotent hissa hai seo ke liye. jab bhi aapke blog ko koi share karega Facebook,twitter aur google+ par to aapka yahi description dikhai dega .

2.keyword:-- isme aapko apne blog ka keyword dalna hai  matlab apke blog me sabse jayada kis word ka use karte hai wo  dalna hai.iss meta tags ke code option me ham 10 to 15 keword apne blog se related dalte hai  aur har keyword ke bad comma jaroor de .jaise mere blog ka keword hai internet,make money, isi trah . 

3.author :-- isme ham author ka name likhte hai matlab is blog ka likhne wala kon hai yani blog ke author ka name likhte hai.

4.language :-  isme ham apni bhasha likhte hai matlab ham kis language me blog ko likhte hai ya blog ka bhasha kya hai jaise mere blog ka language hai hindi.

5.country :--iss option me ham apne country ke bare me batate hai google ko hamara blog kis country ka yani ham apni country ka name dalte hai .


6.robot:--isme ham google ko batate hai ki hamre blog ke kin kin cheeze ko search mme lana hai .mai to kahanguga ki aap isko all hi rahne de.

meta tags ko kaise aur kaha add kare blogger me ?


hamne meta tags to ke bare me to jan liya hai ki meta tags kya hota hai aur ab ham ye janenge ki meta tags ko blogger me kaha add karte hai  seo ke liye taki hamra blog bhi search engine me show kare .jise hamare blog ka visitor badhe.to dosto meta tags ko ham blog ke template me add karte hai kyuki ye ek html code hota hai. aap niche ye meta tags ke code ko dekh sakte hai !.

step:-1


 niche diye huye  code ko copy karke apne computer ke notepad me paste kar le  aur code ke red color me aap apne blog ka details bhare. 




<b:if cond='data:blog.url == data:blog.homepageUrl'>
<META CONTENT='yaha par aap apne blog ke bare me likhe 160 word me' NAME='Description'/>
</b:if>
<META CONTENT='yaha par aap apne blog se related keyword ko dalle aur har keyword ke bad ek comma(,) jaroor de ' NAME='Keywords'/>
<META CONTENT='yaha par blog ke auther ka name likhe' NAME='Author'/>
<META CONTENT='Hindi' NAME='language'/>
<META CONTENT='India' NAME='Country'/>
<META CONTENT='All' NAME='Robots'/>


step:-2
note pad se code ko copy karne ke bad apne blog ke dashboard par jaye dash board par jane ke bad.
meta tags kaise add kare blog me seo ke liye




a)- template button par clik kare.
b)- ab aap edit html ki button par clik kare.

step:-3

edit html ki button par clik karne ke bad aab aapke samne ek naya page khulega  .


meta tags adding for seo


c)--ab aap apne templet ke code  me ctrl+F  dabakar <head> search kare head search karne ke bad apne meta tags code ko <head> ke niche paste kar de.

d)-  meta tags ke code ko paste karne ke bad  save template  ki button par clik kar de .




to dosto ye lijiye aapka meta tags code add ho gaya hai aapke blogger template me  seo ke liye .to ab aap jan jaye honge ki meta tags kitna jaroori hai aur kaise add karte hai apne blog me aur ye search engine ke liye kitna jaroori hai


aapko ye post kaisa laga comment karke bataye jaroor .agar aapka koi sawal hai to hamre comment box me comment karke puch sakte hai

 advertisement--

free hindi support

About free hindi support

Hello mera name SATYENDRA KUMAR hai mai hi FREE HINDI SUPPORT website ka founder hu.ye ek informational website hai is website par mai BLOGGING,MAKE MONEY,SEO ,SOCAIL MEDIA se related ya INTERNET se related sari jankari uplabdh hai wo bhi HINDI me.aap INTERNET se related koi bhi sawal puch sakte hai.AGAR AAP APNE EMAIL KE INBOX ME MERE WEBSITE SE UPDATE PANA CHAHTE HAI TO HAMARE WEBSITE KO SUBSCRIBE KARNA NA BHOOLE .NICHE DIYE HUYE BOX ME EMAIL ID DALE

APNA EMAIL ID INTER KARE APNE INBOX ME DAILY UPDATE PANE KE LIYE :

12 comments

Write comments
25 July 2016 at 02:08 delete

Mega code add karne k bad vo templete k upar dikha to nhi rha Sir
Plz Help Me

Reply
avatar
31 July 2016 at 00:43 delete

meta tags template ke upar dikhai nahi dega .meta code search engine ke liye hota hai .ye visitor ko dikhai nahi dega.

Reply
avatar
Aman
AUTHOR
18 October 2016 at 03:27 delete

Bhai very useful information

Reply
avatar
14 December 2016 at 03:20 delete

Thanks for sharing this information

Reply
avatar
25 July 2017 at 09:06 delete

Kya meta tag smartphone ke jariye blog me add ho sakta hai?

Reply
avatar
Gopichand
AUTHOR
14 November 2017 at 00:54 delete

nice post sir mera bhi ek blog hai supportinhindi2.blogspot.com

Reply
avatar
31 December 2018 at 21:59 delete

It's a impressive post that has everything to describe in it.

Reply
avatar
John Staton
AUTHOR
6 September 2019 at 03:26 delete

I’d love to be a part of group where I can get advice from other experienced people that share the same interest. If you have any recommendations, please let me know. Thank you.

https://certificationanswers.club

Reply
avatar
Brainbox
AUTHOR
4 January 2020 at 06:28 delete

it appears as though your webpage ate my first remark (it was very long) so I surmise I'll simply summarize it what I had composed and state, I'm completely making the most of your blog. I too am a hopeful blog author, http://getcertificationcourse.com/ however I'm still new to the entire thing. Do you have any suggestions for beginner blog essayists? I'd welcome it.

Reply
avatar