last modified: Wednesday 8 March 2017

free hindi support

Blog post ka Xml sitemap kaise add kare Google search console me seo ke liye


Hello blogger hamne  pichli post me bataya tha ki google search console me apne website ko kaise add kare .aur ab is post me ham janenge ki xml site map kaise add kare  google search console  me seo ke liye .agar aap ek blogger hai to aap hamesa yahi chahenege ki aap ke blog par jayada se jayda visitor ho aur aapka blog jayada se jayada popular  ho to uske liye jaroori hai ki aapka blog search engine me first rank me show ho jisse log aapke blog par jayada se jayada clik kare .uske liye ham bahut sare seo teqnique  ka istemal  karte hai . usme se ek hai apne blog post ka site map earch console me add/submit karna .site map submit karte hi hamara post search engine jaldi index kar leta hai  jisse post search engine me show hone lagta hai  .hamare blog me post ka site map bahut jaroori hai kyuki jab ham koi new post likhte hai apne blog me to search engine ko ye pata chal jata hai ki hamare blog me kitne post hai .kahne ka matlab hai ki sare post ek hi jagh mil jata hai .site map ek xml file hota hai jisko ham search console me add karte hai ye hamare post ke seo ke liye bahut jaroori hai.


blog site map kaise add/submit kare google search console me


Sitemap kya hota hai 



 jaisa ki maine upar batayaa hai  ki Site map ek xml file hoti hai jisko  console me add karte hai.ye hamare blog ke sare post ka ek short file yani ki sare post ka ka url hota hai  .jab ham koi new post dalte hai blog me to search engine ko turant pata chal jata hai hamare  new post ke bare me jisse hamari post Google jaldi index kar leta hai jisse hamare post jaldi show hone lagta hai search engine me.sitemap sirf ek  hi bar add karna hota hai apne blog me.jisse hamre blog ka search renking me achha result milta hai.

Also read:-




Sitemap ko Google search console me kaise add/submit kare


 Site map ko google search console me add karna bahut hi aasasn hai. Site map ko search engine me add karne ke pahle aapko apna blog ya website ko search console me add /submit karna hoga . to aayiye jante hai step by step sabse pahle aap google search console  ke site par jakar login kare .uske bad apne blog ke url par clik kare uske bad ek naya page khulega.          



Also read:-


Step1:-


  •        Sabse pahle aap apne blog ko google search console me             add/submit  kare.





Step2:-


  1.  google search console me login  kare apne email id and  password  dal ke login karne                                                               
    site map url
                             
  2. log in karne ke bad title yani blog url par  clik kare .                                                                                                                                          
    site map add kare console me
  3. ab aap “crawl”option par clik kar.                                                         
  4. crawl par clik karne ke bad  sitemap option par clik kare jaisa ki mere screenshot me dekh sakte hai.                                                        
  5. Sitemap par  clik karte hi left site me ek option hoga add/test sitemap uspar clik kare .                                                                                                                                               

Step3:- 





adding sitemap third step

 A:--Add test site map par clik karte hi usi page  me ek choti si     window show hogi jaise aap dekh sakte hai .aapke blog/website ke url ke samne ek box  hai  chhoti si box me "sitemap.xml"  likhe.

 B:--Ab aap submit  par clik kar de.
.
Step4:-

Ab aap apne page ko refresh kar de  referesh karne ke liye site map option par clik kare .ab aapka blog ka site map google search console me submit ho gaya hai  .aapke blog ke site map ko activate hone me 1 hour selekar 24 hour lag sakte hai.jab aapka site map puri trah activate ho jayega to aapke blog pe jitney post hai blog me wo show hone lagega ki aapne kitna post kiya hai kitna indexed hai search engine ke dawara aur kitine submitted  hai  aur kitne page hai aapke blog pe .

Also read:-


To aap  jan  gaye honge ki blog ka sitemap kaise add kare google search console me  aur ye hamare blog ke seo ke liye kitna jaroori hai .ab aapki bari aap apna suggestion  jaroor de  aagar apko sitemap add karne koi problem ho koi step samagh me na aaye to aap hamare comment box me puch sakte hai .aap ye article apne dosto ke sath share karna na bhoole.

Aapko ye article bhi padhna chahiye:-



free hindi support

About free hindi support

Hello mera name SATYENDRA KUMAR hai mai hi FREE HINDI SUPPORT website ka founder hu.ye ek informational website hai is website par mai BLOGGING,MAKE MONEY,SEO ,SOCAIL MEDIA se related ya INTERNET se related sari jankari uplabdh hai wo bhi HINDI me.aap INTERNET se related koi bhi sawal puch sakte hai.AGAR AAP APNE EMAIL KE INBOX ME MERE WEBSITE SE UPDATE PANA CHAHTE HAI TO HAMARE WEBSITE KO SUBSCRIBE KARNA NA BHOOLE .NICHE DIYE HUYE BOX ME EMAIL ID DALE

APNA EMAIL ID INTER KARE APNE INBOX ME DAILY UPDATE PANE KE LIYE :

3 comments

Write comments
Manish
AUTHOR
5 September 2016 at 08:12 delete

Mere blog me koi new post add nhi ho rhi hai soo please help ...mai usse kaise thik kar sakta hu...

Reply
avatar
rupendra sahu
AUTHOR
27 September 2016 at 00:51 delete

agar apke glog me ki nyi post show nahi ho rha hai to fir aap template change karke dekhiy..ho skta hai template apke blog ko support na kar rha ho..lekin change karne se phale..backp jarur le.

Reply
avatar
Blogger
AUTHOR
4 November 2017 at 19:21 delete

Submit your blog or website now for inclusion in Google and over 300 other search engines!

Over 200,000 sites indexed!

Submit NOW using I NEED HITS!

Reply
avatar